|
|
Shayari
SMS |
Un say door janey ka irada to na tha!
Sada sath rehny ka b wada to na tha!
Wo yaad na karay ga yeah janty thy hum!
Par itni jaldi bhool jaye ga indazza na tha. |
Admin |
Unsay roz milnay ko Dil chahta hai,
Kuch sunnay sunanay ko Dil chahta hai,
Tha kisi k mananay ka andaz aisa,
Keh phir Ruth janay ko Dil chahta hai. |
|
Admin |
Haseen paloon ko
phir se aabad kar rahe the,
Chand se aap ki baat kar rahe the,
Dil ko barra sakoon mila jaan kar,
Ki aap bhi humien yaad kar rahe the. |
Admin |
Waqt guzarta raha per sans thami se thi
Muskura rahe they hum
Par ankhon main nami si thi
Sath hamare ye jahan tha sara
Per na jane kiun Aap ki kami si thi.. |
|
|