|
|
Shayari
SMS |
Khud ko khud se hamklam ker k dekhna,
Kitna mushkil hai ye kam ker k dekhna,
Kis kadar udas guzarti hain meri shamein,
Yaad kisi ko kisi sham ker k dekhna.. |
Admin |
Suno!Jahan sawal k bdle sawal hota hai
Wahin pe mohabat ka zawal hota hai
Kisi ko apna bnana hunar hi sai
Kisi ka bn k dikhana kamal hota hai... |
|
Admin |
Jiski Talash hai
Usko pata bhi nahi,
Hamari Chahat ko Usne samja hi nahi,
Hum puchhte rahe ki Kya Tumhe Humse Pyaar hai,
Aur Woh kehte rahe ki Unhe pata hi nahi. |
Admin |
Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,
Zindagi ki akhari sham aa jaye,
Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,
Hamari zindagi apke kam aa jaye. |
|
|