|
|
Shayari
SMS |
Royein gi ankhein
tere jane kay baad,
Ayein gay raat din dhul jane kay baad,
Jane walay zara mur kay tu dekh,
Shaid yeh zindagi na rahe tere jane kay baad. |
Admin |
$b batein dil ki kehdein agar
phir baqi kya reh jayega
$b batein dil ki $ lein agar
phir baqi kya reh jayega
ik bojhal be kali rehne do
ik rangeen un buni dunya par
ik khidki khuli rehne do..... |
|
Admin |
Tum se doori ka
ehsaas jub satane laga,
Tere sath guzra har lamha yaad aane laga,
Jub bhee tumhe bholane ki koshish ki,
Ae dost tu dil k aur paas aane laga |
Admin |
Mohabbat ki kasam woh aisa nahi tha,
Apna tha woh magar lagta nahi tha...
Najany kiun na aaya mujhse milnay,
Zamanay se to woh darta nahi tha...
Tabasum ki thi buri aadat usay,
Magar mujhko dekh kar woh hansta nahi tha. |
|
|